Saaiyaan Lyrics Gunday Movie Song Priyanka Ranveer Arjun

Movie: Gunday (also "Gunde" or "Gundey")
Song: Saaiyaan
Music Director: Sohail Sen
Singer: Shahid Mallya
Lyricist: Irshad Kamil
Star-cast: Ranveer Singh, Priyanka Chopra & Arjun Kapoor

Kal Meera tadpi Kaanha ko..
Sab laaj samaaj ganvaayi re..
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari Kaanha ki aayi re

Mori jaan gayi
Hoo tora khel hua..
Mujhse main rootha
Mujh mein main toota..

Hooo mujhse main rootha
Mujh mein main toota..
Mujhko maine ishq wafa mein
Khud hi hai loota
Lut lut ke, lut lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina..

Saaiyaan hudd main ki karaan..
Saiyaan jeena ya maraan..
Saaiyan rab mujhse khafa
Saiyan..(x2)

Mujhse main rootha
Mujh mein main toota..
Mujhko maine ishq wafa mein
Khud hi hai loota
Lut lut ke, lut lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina..

Saaiyaan hudd main ki karaan..
Saiyaan jeena ya maraan..
Saaiyan rab mujhse khafa
Saiyan..(x2)

Ho sapno ke sheeshe toote
Dukh ki daraar se
Chah ke bhi nikle na man majhdhaar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawazein sune baadlo ke paar se

Rus-rus ke, rus-rus ke
Man se man jaana khud hi yaar bina..

Saaiyaan hud main ki karaan..
Saaiyaan jeena ya maraan..
Saaiyaan rab mujhse khafa
Saaiyaan..(x2)


You May also Like:

Man / Mann Kunto Ali Maula Lyrics Gunday Ranveer Arjun
Jiya Lyrics Arijit Singh Gunday Movie Songs

Comments

Labels

Show more