Jiya Lyrics Arijit Singh Gunday Movie Songs

Song: Jiya, Main Na Jiya
Movie: Gunday (also Gunde)
Music: Sohail Sen
Singer: Arijit Singh
Lyrics: Irshad Kamil


Jiyaa.. Main na jiyaa
Reza Reza.. mera jiyaa..
Jiya.. Main na jiya
Reza Reza.. mera jiya..

Main begaana sa..
Tha deewana sa..
Mujhko teri chahat ne bata diya..

Jiya, jiya, main na jiya..
Jiya, jiya, main na jiya..
Jiya, jiya, haan, main na jiya..

Ho likhoon hawaon pe main
Nainon se naam tera
Ho saaye se main haathon ke
saaya loon thaam tera

Ishq ka tu hai rab
Jiske chaaron taraf
Meri baahon ke ghere ka
bane haashiyaan.

Jiya.. Main na jiya
Reza Reza.. mera jiya..

Jiya, main na jiya..
Main na jiya..

Naina, firozi neher
Khwabon ke paani mein ghar
Ho aise hoon main tere bin
Sehera ki jaise sehar

Saans mein tu bhare
Do jahan se pare
Aake tujhse miloon main
MeRezaathiyaa..

Jiya.. Main na jiya
Reza Reza.. mera jiya..

Jiya, main na jiya..
Main na jiya..

Comments

Post a Comment

Labels

Show more