Movie: Yaariyan
Singer: Vishal Dadlani
Lyricist: Irshad Kamil
Music: Arko Pravo Mukherjee
Hum jawaan khoon ki garmi se..
Garmi se ya besharmi se..(x2)
Jo thaan liya, kar jayenge..
Ab jeet ke hi ghar jaayenge..(x2)
Chal zor lagake Haisha..
Chal kadam badhake Haishaa..(x2)
Iraadon mein hai dum..
Hawa ke humkadam..
Aazadiyon ki kya hadein..
Khaamoshiyon ki hain sarhadein..
Hum parvaton ko cheer de..
Hum aandhiyon ko na rahne de..
Ho ishq ya jang zamaane se..
Dono mein jeet zaroori hai..
Duniya ke apne lalach hai..
Dil ki apni majboori hai..
Yeh baat pata kar jayenge..
Hum khwaab saja kar jayenge..(x2)
Chal zor lagake Haisha..
Chal kadam bhada ke Haishaa..(x2)
Iraadon mein hai dum..
Hawa ke humkadam..
Kya dooriyaan, kya faansle..
Bekhauf se yoon hi chalte chale..
Yeh jaanti hai manzilein
Toofan hai, kahi pe ruka..
Dere na, dere na.. der naa..
Hum khushiyon ke hain saudagar..
Shak ke aansoon pee jate hain..
Jab jag samjhe bejaan hume..
Hum hanste hain, jee jate hai..
Yeh aadat bahut purani hai..
Hum hindi hindustaani hain..(x2)
Chal zor lagake Haisha..
Jhanda fahraake Haishaa..
Chal zor lagake Haisha..
Jhanda fahraake Haishaa..
Chal pyaar jatake Haishaa
Jan-Gan-Man gaake Haisha
Iraadon mein hain dum..
Hawa ke humkadam..
Singer: Vishal Dadlani
Lyricist: Irshad Kamil
Music: Arko Pravo Mukherjee
Hum jawaan khoon ki garmi se..
Garmi se ya besharmi se..(x2)
Jo thaan liya, kar jayenge..
Ab jeet ke hi ghar jaayenge..(x2)
Chal zor lagake Haisha..
Chal kadam badhake Haishaa..(x2)
Iraadon mein hai dum..
Hawa ke humkadam..
Aazadiyon ki kya hadein..
Khaamoshiyon ki hain sarhadein..
Hum parvaton ko cheer de..
Hum aandhiyon ko na rahne de..
Ho ishq ya jang zamaane se..
Dono mein jeet zaroori hai..
Duniya ke apne lalach hai..
Dil ki apni majboori hai..
Yeh baat pata kar jayenge..
Hum khwaab saja kar jayenge..(x2)
Chal zor lagake Haisha..
Chal kadam bhada ke Haishaa..(x2)
Iraadon mein hai dum..
Hawa ke humkadam..
Kya dooriyaan, kya faansle..
Bekhauf se yoon hi chalte chale..
Yeh jaanti hai manzilein
Toofan hai, kahi pe ruka..
Dere na, dere na.. der naa..
Hum khushiyon ke hain saudagar..
Shak ke aansoon pee jate hain..
Jab jag samjhe bejaan hume..
Hum hanste hain, jee jate hai..
Yeh aadat bahut purani hai..
Hum hindi hindustaani hain..(x2)
Chal zor lagake Haisha..
Jhanda fahraake Haishaa..
Chal zor lagake Haisha..
Jhanda fahraake Haishaa..
Chal pyaar jatake Haishaa
Jan-Gan-Man gaake Haisha
Iraadon mein hain dum..
Hawa ke humkadam..
You May Also Like:
Meri Maan Lyrics Yaariyan Jab Chot Kabhi Mere Lag Jati Thi
Mujhe Ishq Se Lyrics Yaariyan Is Dard-e-Dil Ki Sifarish Female Version
Love Me Thoda Aur Lyrics Yaariyan Arijit Singh
Comments
Post a Comment