Main Jagoon Aksar Lyrics War Chhod Na Yaar Javed Ali

Movie: War Chhod Na Yaar
Singers: Javed Ali, Ali Aslam, Shreya Ghoshal
Music: Aslam Keyi


teri aankhein keh gayi, keh gayi
teri aankhein keh gayi, keh gayi

teri ankhein kah gayi
teri ankhein kah gayi

teri ankhein kah gayi
teri ankhein kah gayi
aankhon sey naa jaaney kyaa
neend naa aae raato mein, raton mein..

main jaagoon aksar, main jagoon aksar
main jaagoon aksar, main jagoon aksar
arey chal gayaa kass kar, teraa jaadu mujhpar

main jaagun aksar, main jagun aksar
arey chal gayaa kass kar
teraa jaadu mujhpar

teri ankhein keh gayi, keh gayi
teri ankhein keh gayi, keh gayi

hoo.. kyaa cheez mujhmein bhati hai tujhko
woh pehley pahal toone kaha tha
dekhun tujhe jaan, jaan mein hai jaan aati
teri bat sunkar yeh mainey kaha thaa

chalo jao chhodo, naa bate banaao
bhalaa maine kab ye kab yeh kaha

Tang naa kar teri nazro se, nazron se..

Arey ab to bas kar, are ab to bas kar
arre chal gayaa kaskar, teraa jadoo mujhpar..
Main jagoon aksar, mai jaagun aksar..
arre chal gayaa kaskar, teraa jadoo mujhpar..

mujhey tang karke meraa dil jala key
mohabbat bhee kartey hoo meri taraah sey
ohoo.. tere hi liye toh dhadaktaa hai yeh dil
baatein hi kartey hoo kuchh is adaa sey

Shayad mohabbat me khata kar gayaa hoon
mujhey maaf kardo, mujhey maaf kar do..

Nag gaye teree zulfo ke haye, zulfon key
arre mujhko dass kar, are mujhko daskar..
arey chal gayaa kass kar, teraa jaadu mujhpar

main jaagun aksar, main jagun aksar
arey chal gayaa kass kar
teraa jaadu mujhpar

teri aankhein keh gayin, keh gayi
teri ankhein keh gayin, keh gayi

teri aankhen keh gayi aankhon se na jaane kya
neend na aaye raaton mein, raton me raton mein..

main jaagoon aksar, main jaagoon aksar
are chal gaya kas kar, tera jaadoo mujh par..

main jaagoon aksar, main jaagoon aksar
are chal gaya kas kar, tera jaadoo mujh par..



Krrish 3 All Songs Lyrics
Besharam All Songs Lyrics
Boss All Songs Lyrics

Comments

Labels

Show more