Movie: Ankur Arora Murder Case
Music: Chirantan Bhatt
Singer: Shaan
Roshani gum to thi
Dhoop bhi maddham si thi
Raah mein dhundh to thi
Aankh bhi kuchh nam si thi
Chant gayi badli si aah
Dhul gaya har aasmaan
Aa rahi hai ek sada ab yahaan
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan..
Roshni se rawan hai jahaan..
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan..
Roshni ab yahaan..
Tu jo utha de, nazar saahil ki ore
Tu jo panah de, kadam manzil ki ore
Khuda, khud badha ke hath apna, thaam lega tujhe..
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan
Roshni se rawan hai jahan
Mushkil ye rahein aasan ho jayengi
Mashakkat ye teri ek din rang laayegi
Parwaz kar itni oonchi ki arsh jhuk jayega
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan
Roshi se rawan hai jahaann
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan
Roshni ab yahan..
Music: Chirantan Bhatt
Singer: Shaan
Roshani gum to thi
Dhoop bhi maddham si thi
Raah mein dhundh to thi
Aankh bhi kuchh nam si thi
Chant gayi badli si aah
Dhul gaya har aasmaan
Aa rahi hai ek sada ab yahaan
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan..
Roshni se rawan hai jahaan..
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan..
Roshni ab yahaan..
Tu jo utha de, nazar saahil ki ore
Tu jo panah de, kadam manzil ki ore
Khuda, khud badha ke hath apna, thaam lega tujhe..
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan
Roshni se rawan hai jahan
Mushkil ye rahein aasan ho jayengi
Mashakkat ye teri ek din rang laayegi
Parwaz kar itni oonchi ki arsh jhuk jayega
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan
Roshi se rawan hai jahaann
Roshni mein ghula ye sama hai, ab yahan
Roshni ab yahan..
Comments
Post a Comment