Aaja Meri Jaan Rootho Na Humse Sanam Lyrics I Love NY

Movie: I Love NY
Singer: Mauli Dave
Starcast: Kangana Ranaut, Sunny Deol


Hooo aaja, aaja meri jaan, rootho na humse sanam..
Tumhe hai meri kasam, le jaayein jaan meri ye dooriyaan.. (x2)

Tu09mne kaha tha saat phere sath tere le loon abhi
Aankhon mein meri aaj phir yoon aa gaye kyoon aansu abhi..
Bolo, bolo zara tum hi, vaada ye tha ki nahin..
Tu hai jahan main wahin..
hain kyoon ab tak yoon hain yeh dooriyaan..

Jagmaga raha raaton ka sama, jhilmila raha raaton ka sama
Taaron se saja raaton ka sama, kehne laga..
Aaja, aaja meri jaan rootho na humse sanam
Tumhein hai meri kasam, le jaaein jaan meri ye dooriyaan..

Tarsa ho koi ye suna tha, magar hamsa tarsa nahin
Meeloon chalein phir ham jaana, koi thikaana ghar sa nahin..
Mud ke, mud ke baahein meri pukaare baahon ko teri..
Chali main raahon ko teri, lag ja seene se, kaisi ye dooriyaan..

Manzilein kahan, raaste kahan, kise hai fikr jaayenge kahan
Kise hai pata le chalo jahan, dil hai ravaan..
Aaja, aaja meri jaan, rootho na humse sanam
Tumhein hai meri kasam, le jayein jaan meri ye dooriyaan..

Comments

Labels

Show more