Khoon Kharaba Tabahi Inki Hai Pehchan Lyrics (The Attacks of 26/11)

Movie: The Attacks Of 26/11
Singers: Suraj Jagan
Lyrics: Rashid Iqbal
Music: Amar Mohile

Khoon kharaaba tabahi inki hai pehchan
Inki is fitrat se ghin bhi hai hairaan
Kaun hai ye haivaan
Kaun hai ye shaitan
Poochh raha woh khuda
Kaun hain ye anjaan
Kisne inhein banaya
Kya hain ye insaan

Cheer diya dil sheharon ka
raks dikhaaya darindegi ka
Hosh mein bhi behosh hain ye
Kaisa sabak hai ye bandagi ka
Kaisa sabak hai ye bandagi ka


Did you like our work?


Comments

Labels

Show more