Movie: I M 24
Music: Jatin Pandit
Singers: Shaan
Ye kya hua?
Ye kya ho gaya?
Jo abhi tha yahin, kho gaya..
Is dil ki kahoon, main kya daastaan
Tu jahan main wahan ho gaya
Hona hai jo ab woh, hokar rahe
Jiyoonga na tere bin, jee ye kahe.. (2 times)
Yeah...
Na jane kyoon teri yaadein chhoo jati hain
Na jane kyoon teri yaadein chhoo jati hain
Saari duniya phoolon se bhar jaati hai
Zindagi yoon mehak jaati hai
Ye kya hua..
Mere haseen khwabon mein koi chehra hai
Saara jahan chalta hai, dil thehra hai
Pyaar ka ye nasha hi gehra hai

Comments
Post a Comment